Kitabo ke panne palat ke sochte hai,
Youn palat jae zindagi to kya baat hai
Tamanna jo puri ho khawabon mein,
Haqiqat ban jaye to kya baat hai
Kuch log matlab ke liye dhundte hai mujhe,
Bin matlab koi aaye to kya baat hai
Katal kar ke to sab le jayenge dil mera,
Koi baato se le jaaye to kya baat hai
Jo sharifo ki sharafat mein baat na ho,
Ek sharabi keh jaaye to kya baat hai
Zinda rehne tak to khushi dunga sabko,
Kisi ko meri maut pe
khushi mil jaye to kya baat hai
Youn palat jae zindagi to kya baat hai
Tamanna jo puri ho khawabon mein,
Haqiqat ban jaye to kya baat hai
Kuch log matlab ke liye dhundte hai mujhe,
Bin matlab koi aaye to kya baat hai
Katal kar ke to sab le jayenge dil mera,
Koi baato se le jaaye to kya baat hai
Jo sharifo ki sharafat mein baat na ho,
Ek sharabi keh jaaye to kya baat hai
Zinda rehne tak to khushi dunga sabko,
Kisi ko meri maut pe
khushi mil jaye to kya baat hai
No comments:
Post a Comment